Ayodhya ki kaali daldal mein kalushit atal
Laala krishna ne boya ek dushit raktakamal
Muralimanohar ka khilaya wo vishkanwal
Le gaye usse gujaraat ke do dhongi ghadiyal
Ayodhya ki kaali daldal mein kalushit atal
Laala krishna ne boya ek dushit raktakamal
Janata hai ab bechaari Sita
Devil's advocate contemplated
& complained to Satan's solicitor
Chhaha tha zakhm bhar jaaye mere saare
Hawas ke bazaar ke hai yeh farmaan
Khubsoorati ki lagengi unchi boliyaan
Bhagna Shivaalay me Vishnu ki pratishthapna ? Rikthi rehne do garbhgriha, duji devta na laana
Hum neelaam ho jis mein us bazaar ka aisa ehtraam hoga